jannat ke jaike
jannat ke jitne fal honge ye duniya ke falo ke hum sakaql honge magar jo unki lazzat hogi woh bahut hi aala aur ajib hogi ajid aisi ki har har fal ki lazzat ek dusre se juda hogi jab jannati phal khayega to usko har har luqma par ek alag maza ayega aur ye khane uske liye lutf lene ka sabab ban jayenge aur lutf ki baat ye hai ki jitna bhi khayenge khane ke baad musk ki dakar ayegi usse khusbu fail jayegi aur khana hajam ho jayega phir dubabra bhook lagegi aur jannati phir khana shuru kar denge
jannat ke dastar khuan
jannat ke jaike
Reviewed by farhaan khan
on
June 26, 2018
Rating:
Post a Comment